Bilkul bakwas!!!
Bilkul bakwas!!! waqar zaka ko dekh kr mein trading mein aya aur mjhy lgta tha ye legend hai pagal tha mein :( wo khud signal par trade open krta hai no proper entry no anaylsis bas "mein ye buy kr rha hun, mein is pr long jarha hun" bas itna kehta hai wtf??? aur new logon ko lgta hai hum bh course join krke uski trhan trade krlenge mjhy 2 saal hogye is field mein abh smhj ati hai waqar zaka awam ko chutiya banata hai sirf manjan bechta hai aur astrlogy, math, books ajeeb cheezein le kar bas apny aap mein baap bana hua hai jab tak isko dekh kr trader banana chahoge to kabhi nahi ban paoge sirf