Yaa scammers hain in se Zara Bach Kay…
1
Yaa scammers hain in se Zara Bach Kay mey ney inki web pr 50£ ka order Kiya to kehnay Lagay minimum 100£ wise mey transfer ho gay jb mey ney 100£ ki payment ki to inho ney kaha Kam se Kam 150£ transfer krnay jb mey nay paisay wapis denay ka kaha to nai kiyaa ya scammers hain Bach jao in se Mera to 38600 doob gya AP apnay paisay Bacha lain 🙏🏻
★☆☆☆☆