Mayank Bihari❌ Scammer Bihari ✅ Chor…
Mayank Bihari❌ Scammer Bihari ✅ Chor Sala Ek Number ka scammer hai koi bhi mat lo bhai mera 2 account bot se trade karake udya diya inta ghatiya customer support matlam koi bhi customer support nahi hai 😓😓
thefundedroom.com
thefundedroom staat op Klantenervaringen. Het vestigingsadres is Verenigde Staten. Klanten geven thefundedroom een score van 1,0 van 5, op basis van 4 reviews.
Mayank Bihari❌ Scammer Bihari ✅ Chor Sala Ek Number ka scammer hai koi bhi mat lo bhai mera 2 account bot se trade karake udya diya inta ghatiya customer support matlam koi bhi customer support nahi hai 😓😓
Mai bhagwan Kasam kha ke ye baat kah raha hun, ye prop fund fraud hai completey aur iska owner bhi, aap eligible bhi ho gaye to aapka account kaise bhi fail kar diya jayega, for example aapne loss 10 dollar ka liya ho, aapka galat account starting balance batake jabardasti 3% breach dikhake aapka account fail kar dega. Kuch nahi to toxic trading behaviour karke aap rote raho road p aa jao, kuch bhi mail karo, agar tum puchhoge ki meri kya galti thi to ye mail me jawab dega ki sun east me rise hota hai isliye koi logic nahi milega, kuch nhi kar paoge dubai me baitha hai ye. Payment ke samay Ris
Me TFR se challange kar raha hoon ki ye log scammer hai ..mere pass proof bhi hai ..agar dum hai to samne aake bole ki hum scammer nhi hai aur proof kare.. account is 104292
Account 151515 mee payouts se ek din phle 2 min ka new rules aaya suddenly of account breech kar diya wo khi bhi rules me mention nai kiya gya tha Ye apna manmana rules laate rhte h kabhi bhi Fraud chal rha h payout ke time Where is your support team mera payout se ek din phle mail karte ho ki 2 min ka profit ko count nai kiya jayega Ye kha likha hua h rules me aapke Hai khi likha hua?????